Sunday, October 12, 2014

Main Shaayar Badnaam.....NAMAK HARAAM

Main shaayar bad naam
Film: Namak Haraam
Lyrics: Anand bakshi
Music : RD Burman

Main Shaayar Badnaam
Ho Main Chalaa Main Chalaa
Mehfil Se Naaqaam
Ho Main Chala Main Chala
Main Shaayar Badnaam


Mere Ghar Se Tumko
Kuchh Saamaan Milega
Deewaane Shaayar Kaa
Ek Divaan Milega
Aur Ek Cheez Milegi
Tuta Khaali Jaam
Ho Main Chala Main Chala
Main Shaayar Badnaam
Sholon Pe Chalna Tha
Kaanto Pe Sona Tha
Aur Abhi Ji Bharke
Kismat Pe Rona Tha
Jaane Aise Kitne
Baki Chhodke Kaam
Ho Main Chala Mai.N Chala
Main Shaayar Badnaam
Rasta Rok Rahi Hai
Thodi Jaan Hai Baaki
Jaane Tute Dil Mein
Kya Armaan Hai Baaki
Jaane Bhi De Ae Dil
Sabko Mera Salaam
Ho Main Chala Main Chala
Main Shaayar Badnaam


A poet defamed, am I,
I retreat, I retreat,
Ineffectual at the conclave,
I retreat, I retreat,
A poet defamed......


Scattered about in my abode,
you'll chance upon these,
Artifacts of a crazed poet.
In a corner a broken couch,
And yet another belonging,
An empty broken wine glass.
I retreat, I retreat,
A poet defamed......


Walk on raging fires,
Sleep on a bed of thorns,
To my heart's content,
Cry over broken destiny.
Leave behind Millions of,
unfulfilled ideals & Dreams.
I retreat, I retreat,
A poet defamed......


This road she won't let go,
Hung on to the last bit of life,
What the broken heart yet nurses,
Desires unknown, uncherished.
Let me go o heart,
Bid me My final adieu.
I retreat, I retreat,

A poet defamed......

No comments: